ﮨﻢ ﻏﺰﻝ ﻣﯿﮟ ﺗﺮﺍ ﭼﺮﭼﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﻧﮯ ﺩﯾﺘﮯ/Hum Ghazal mein tera charcha nahi hone dete

ﮨﻢ ﻏﺰﻝ ﻣﯿﮟ ﺗﺮﺍ ﭼﺮﭼﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﻧﮯ ﺩﯾﺘﮯ
ﺗﯿﺮﯼ ﯾﺎﺩﻭﮞ ﮐﻮ ﺑﮭﯽ ﺭُﺳﻮﺍ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﻧﮯ ﺩﯾﺘﮯ

ﮐﭽﮫ ﺗﻮ ﮨﻢ ﺧﻮﺩ ﺑﮭﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﭼﺎﮨﺘﮯ ﺷﮩﺮﺕ ﺍﭘﻨﯽ
ﺍﻭﺭ ﮐﭽﮫ ﻟﻮﮒ ﺑﮭﯽ ﺍﯾﺴﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﻧﮯ ﺩﯾﺘﮯ

ﻋﻈﻤﺘﯿﮟ ﺍﭘﻨﮯ ﭼﺮﺍﻏﻮﮞ ﮐﯽ ﺑﭽﺎﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ
ﮨﻢ ﮐﺴﯽ ﮔﮭﺮ ﻣﯿﮟ ﺍُﺟﺎﻻ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﻧﮯ ﺩﯾﺘﮯ

ﺁﺝ ﺑﮭﯽ ﮔﺎﺅﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﭽﮫ ﮐﭽﮯ ﻣﮑﺎﻧﻮﮞ ﻭﺍﻟﮯ
ﮔﮭﺮ ﻣﯿﮟ ﮨﻤﺴﺎﺋﮯ ﮐﮯ ﻓﺎﻗﮧ ﻧﮩﯿﮟﮨﻮﻧﮯ ﺩﯾﺘﮯ

ﺫﮐﺮ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﺗﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﻧﮩﯿﮟ  ﻟﯿﺘﮯ ﮨﯿﮟ
ﮨﻢ ﺳﻤﻨﺪﺭ ﮐﻮ ﺟﺰﯾﺮﮦ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﻧﮯ ﺩﯾﺘﮯ

ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺗﮭﮑﻨﮯ ﻧﮩﯿﮟ ﺩﯾﺘﺎ ﯾﮧ ﺿﺮﻭﺭﺕ ﮐﺎ ﭘﮩﺎﮌ
ﻣﯿﺮﮮ ﺑﭽﮯ ﻣﺠﮭﮯ ﺑﻮﮌﮬﺎ ﻧﮩﯿﮟﮨﻮﻧﮯ ﺩﯾﺘﮯ

معراج فیض آبادی

 

Hum Ghazal mein tera charcha nahi hone dete

Teri yadoN ko bhi ruswa nahi hone dete

kuch to humkhud bhi nahi chahte shohrat apni 

Aur kuch log bhi aisa nahi hone dete

AzmateiN apne chiraghoN ki bachane k liye

Hum kisi ghar mein ujala nahi hone dete

Aaj bhi gaoN mein kuch kachhe makano waloN 

  Ghar mein hamsaaye  ke faqa nahi hone dete

 Zikr karte hain tera naam nahi lete hain 

 Hum samandar ko jazeera nahi hone dete

Mujhko takhne nahi deta yeH zaroorat ka pahaar

 Mere bachhe mujhe boorha nahi hone dete

Meraaj Faizabadi


Leave a comment