Kaisa mazi tha kya hai hal apna…

  Kaisa mazi tha kya hai hal apna Deakhna tha hame zawal apna Aur bhi ho gye hum tanha Ek zara aaya tha khayal apna Dasht ho bazgusht  se aabad Koyee dohrayee sawal apna Yeh safar khatm yuN nahi hoga Rasta badleN mah O sal apna Dekh hum phir jala rahe hain Charagh Ae hawa … More Kaisa mazi tha kya hai hal apna…